Socha na thaa teri ulfat
Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
Sochta hu ki mere alfaaj kaha kho gaye,
mere mehboob hum tum juda ho gaye,
dil par chad chukey thy teri mohabat ke rang,
jahan mai hum tere naam se mashoor ho gaye,
appna pahchaan ab nahi raha mera,
sochta hu kyu hum appse juda ho gaye,
umr bhar rouga mai teri waffo ki yaad mai,
tu nahi jaanti, teri waffa ke jakhm kitney gahrey ho gaye.
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
Sochta hu ki mere alfaaj kaha kho gaye
Sochta hu ki mere alfaaj kaha kho gaye,
mere mehboob hum tum juda ho gaye,
dil par chad chukey thy teri mohabat ke rang,
jahan mai hum tere naam se mashoor ho gaye,
appna pahchaan ab nahi raha mera,
sochta hu kyu hum appse juda ho gaye,
umr bhar rouga mai teri waffo ki yaad mai,
tu nahi jaanti, teri waffa ke jakhm kitney gahrey ho gaye.
Teri arzoo me Hmne baharo ko
Teri arzoo me Hmne baharo ko dekha
Tere khyalo me Hmne sitaro ko dekha
Humne Pasand tha Bas Apka sath
Warna in ankho ne to hazaro ko dekha
Tere khyalo me Hmne sitaro ko dekha
Humne Pasand tha Bas Apka sath
Warna in ankho ne to hazaro ko dekha
Main jo khud ko nadiya keh doon
Main jo khud ko nadiya keh doon
to tum meri gehraayi ho
tum jaano khud ko apne jaisa
par meri hi parchhayi ho
saath saath na chalo kabhi to
paas paas na raho kabhi to
Main paaun khud ko bahut akele
jo tumse meri ruswaayi ho
tum meri raaton ki neend
tum mere din ke soch-vichaar
tum dhalti si ho tez dupahari
Tum subah ki angdaayi ho
tumse apne jivan mein main
paaun sab kuchh komal sa
tum mere hothon ki ek hansi ho
tum mere jivan ki gawaahi ho
Main chaahe tumko kitna chaahun
main chaahe kitna pyaar karun
tera saath mujhe na mile akele
tum to preet paraayi ho
to tum meri gehraayi ho
tum jaano khud ko apne jaisa
par meri hi parchhayi ho
saath saath na chalo kabhi to
paas paas na raho kabhi to
Main paaun khud ko bahut akele
jo tumse meri ruswaayi ho
tum meri raaton ki neend
tum mere din ke soch-vichaar
tum dhalti si ho tez dupahari
Tum subah ki angdaayi ho
tumse apne jivan mein main
paaun sab kuchh komal sa
tum mere hothon ki ek hansi ho
tum mere jivan ki gawaahi ho
Main chaahe tumko kitna chaahun
main chaahe kitna pyaar karun
tera saath mujhe na mile akele
tum to preet paraayi ho
Main bhool chuka tha
Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya..
Agar woh wafadaar hoti to yoon bewafai na karti,
Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya..
Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya..
Qatal hi karna tha toh samne se karti,
Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya..
Dost bana kar fir humse dushmani na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya..
Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya..
Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ''ISHQ''
Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya.

Dil se pyar khatm kyun nahi ho jata hai
Dil se pyar khatm kyun nahi ho jata hai
chale jaane ke baad koi yaad itna kyun aata hai
har pal, har baat jinda hai dil me aaj bhi
ye dil inhe kahin door chor kyun nahi aata hai
jaan se bhi jyada chaha tha jise
vo aaj mujhe najar kyun nahi aata hai
bade pyar se sang dil me sapne sajaye they jisne
aaj dil use apne saath kyun nahi paata hai
jala de duniya sari ya phir jale de khud ko in yaadon ke saath hi
bas chah kar bhi dil itna hi kyun soch paata hai
har rah har raste me teri mahak aati hai
jise pakar jeena aur mushkil ho jaata hai
dil se pyar khatm kyun nahi ho jata hai

Kaash Hum bhi Kisike
Kaash Hum bhi Kisike qabil hote,
Kaash Hum se bhi Koi Pyaar kar leta,
Sada sath chalne ka Wada na karta.
Do pal hi Hamare Naam kardeta
Doston mein na shumaar karta Humein,
Dushmano mein hi Humein Shareek kar leta,
Kaash Hum bhi Kisike qabil hote,
Kaash Hum se bhi Koi Pyaar karleta.
Hum bhi Kisiki Dharkan banjate,
Kisiki Rooh mein Yu samajate,
Kisiki Yaadon mein Roshan hote,
Kisiki Tanhaai ka Hissa banjate,
Kisiki Aankh ka Taara hote,
Kisike Dil ko Qaraar pate,
Kaash Hum bhi Kisike qabil hote,
Kaash Hum se bhi Koi Pyaar karleta.
Jo Roothte toh kisiki Jaan pe banjate,
Hanste toh kisiki Khushi banjate,
Tanha jo hote toh koi Udaas hojata,
Mehfil mein hote to Khwaish banjate,
Kaash Hum bhi Kisike qabil hote,
Kaash Hum bhi Kisiki Saans banjate,
Dil ki Gehraiyo se Humein koi Chahta,
Kisike Jeene ki Hum Waja banjate,
Kaash Hum bhi Kisike qabil hote,
Kaash Hum se bhi Koi Pyaar karleta,
Kaash Hum bhi Kisiki Mohabbat hote,
Kaash Humein bhi Koi DUA mein Maang leta..

Palakon se utha ke
Palakon se utha ke ye khawaab,
Sajaaye hai kadamon mein tere,
Samhaal ke rakhna kadam,
Kahi kuchal na jaaye khawaab ye mere..!!
waqt ki ho dhoop ya ho tez aanshiyan
kuch kadmo k nishaan kabhi nahi khote
jinhe yaad kar k muskura de aankhein
wo log durr ho k b durr nahi hote
yaad kisi ko karna ye baat nahi jataane ki
dil pe chot dena aadat hai zamaane ki
hum aap ko yaad bilkul nahi karte kyo ki
yaad karna ek nishaani hai bhul jaane ki
Kaanto ko chubhna sikhaya nahi jaata
pholoo ko khilna sikhaya nahi jaata
koi apna khud hii ban jaata hai
kissi ko apna banaya nahi jaata
Jane Kya Mujhse zamana chahata hai !
Mera Dil Todkar mujhe Hasana Chahta Hai !
Jane Kya Baat Jhalakti hai mere Chehre se ,
Har Shaksh Mujhe Azmana Chahta hai
Roothne Ka haq Aap Rakhte hai !
Manane ki Chahat hum Rakhte hai !
aapke Hoton pe muskurahat yu hi bani Rahey !
Dua Rabse Hum roz karte hai !

specialy for you my love
Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki,
Lamhe to apne aap hi mil jate hai.
Waqt hona chahiye kisi ka saath gujarne ke liye,
Bahane to apne aap hi mill jaate hai.
Kyun pyaar us par hi aata hai,
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh usse batayein hum,
Tujh bin rah na paayein hum.
Kyun baar baar woh satata hai -
Kuwaabon main aakar rulata hai?
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?
Woh mann main har dum rahta hai,
Dharkan ki tarah dharkta hai.
Hain issi ehsaas se zindaa hum,
Hain ek-duje ke dil o jaan hum.
Ek duje ke dil main rahte hain -
Kya pyaar issi ko kahte hain?

Tum zindagi na sahi
Tum zindagi na sahi
Dost bankar to zindagi me aao
Tum hansi na sahi
Muskan bankar to zindagi me aao.
Tum haqiqat na sahi
Khyal bankar to zindagi me aao
Tum nazar na sahi
Yaad bankar to zindagi me aao.
Tum dil na sahi
Dhadkan bankar to zindagi me aao
Tum gazal na sahi
Shayeri bankar to zindagi me aao.
Tum khushiya na sahi
Gam bankar to zindagi me aao
Tum paas na sahi
Ehsas bankar to zindagi me aao.
Tum kal na sahi
Aaj bankar to zindagi me aao
Tum zindagi na sahi
Dost bankar to zindagi me aao
Dost bankar to zindagi me aao
Tum hansi na sahi
Muskan bankar to zindagi me aao.
Tum haqiqat na sahi
Khyal bankar to zindagi me aao
Tum nazar na sahi
Yaad bankar to zindagi me aao.
Tum dil na sahi
Dhadkan bankar to zindagi me aao
Tum gazal na sahi
Shayeri bankar to zindagi me aao.
Tum khushiya na sahi
Gam bankar to zindagi me aao
Tum paas na sahi
Ehsas bankar to zindagi me aao.
Tum kal na sahi
Aaj bankar to zindagi me aao
Tum zindagi na sahi
Dost bankar to zindagi me aao
Khud ko is Dil me Basaane ki Ijaazat De Do
Khud ko is Dil me Basaane ki Ijaazat De Do
Mujhko Tum apna Banaane ki Ijaazat De Do
Tum Meri Zindagi ka Ek Haseen Lamha ho
Phoolon se Khud ko Sajaane ki Ijaazat De Do
Mai kitna Chahhta hun kis tarha Bataaoon Tumko
Mujhe yeh aaj Bataane ki Ijaazat De Do
Tumhari Raat si Zulfon me Chand sa Chehra
Mujhe yeh Shaam Sajaane ki Ijaazat De Do
Mujhe Qaid kar lo Apne Ishq me Jaanam
Yeh Jaan Tum pe Lutaane ki Ijaazat De Do
Nahin hai Shauk Humko Bhulne ka Magar
Mujhe yeh Duniya Bhulaane ki Ijaazat De Do

Kitna gham chupha hai
Kitna gham chupha hai is dard-e-dil me,
koi begana kya jaane
Hoti hai kitni takleef shamma ko,
yeh dastaan parwana kya jane..
Hoton pe hansi, aankhon mein gham soya hai,
koi in aankhon mein dekh kar hi bata de,
kisi se bichad ke yeh dil kitna roya hai...
Dekha nahi hai koi tujhsa,
dekhne tujhe jannat se bhi laut aayange,
jab tak deedar na ho tera,
hum mar ke bhi chain se na mar paayange..
Ankho me ansu aa jate hai,
phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,
ye mohabbat bhi kya cheez hai yaaro,
jisse karte hai usi se chhupani padti hai...!!

किसी की आँखों मे मोहब्बत का सितारा होगा
किसी की आँखों मे मोहब्बत का सितारा होगा
एक दिन आएगा कि कोई शक्स हमारा होगा
कोई जहाँ मेरे लिए मोती भरी सीपियाँ चुनता होगा
वो किसी और दुनिया का किनारा होगा
काम मुश्किल है मगर जीत ही लूगाँ किसी दिल को
मेरे खुदा का अगर ज़रा भी सहारा होगा
किसी के होने पर मेरी साँसे चलेगीं
कोई तो होगा जिसके बिना ना मेरा गुज़ारा होगा
देखो ये अचानक ऊजाला हो चला,
दिल कहता है कि शायद किसी ने धीमे से मेरा नाम पुकारा होगा
और यहाँ देखो पानी मे चलता एक अन्जान साया,
शायद किसी ने दूसरे किनारे पर अपना पैर उतारा होगा
कौन रो रहा है रात के सन्नाटे मे
शायद मेरे जैसा तन्हाई का कोई मारा होगा
अब तो बस उसी किसी एक का इन्तज़ार है,
किसी और का ख्याल ना दिल को ग़वारा होगा
ऐ ज़िन्दगी! अब के ना शामिल करना मेरा नाम
ग़र ये खेल ही दोबारा होगा
जानता हूँ अकेला हूँ फिलहाल
पर उम्मीद है कि दूसरी ओर ज़िन्दगी का कोई और ही किनारा होगा

Khuda bhi na jane kaise rishte bana deta hai,
Anjano ko dil mein basa deta hai,
Jinko hum jante bhi na the,
Anjano ko dil mein basa deta hai,
Jinko hum jante bhi na the,
Zindgi Se Sabhi Ko Muhobbat hai
Par Zindgi Kisi Ki Mehboob Nahin Banti,
> Sweet Love..♥ :
Hold Me in Your Arms;
& Never Let Me Go.. ♥ !
Kiss Me On My Lips;
But So Sweet & Slow..♥
Tell Me that You Love Me,
But Only If It is True.. ♥ !
Now, Let Me Tell You Something;
I'm So in Love with You.. ♥
˙·٠•●♥ Ƹ... " I miss you N i need U " ...Ʒ ♥●•٠·

Very good.I like this blog very much.Its heart touching
ReplyDelete